Thursday 8 April 2021

Baarish Ki Jaaye | B Praak ft. Nawazuddin Siddiqui & Sunanda Sharma | Full Song Lyrics with English Translation and Real Meaning | Jaani

Baarish Ki Jaaye Full Song Lyrics with English Translation and Real Meaning Explanation from latest music video by Desi Melodies. The soulful love song is composed and sung by B Praak and the lyrics is written by Jaani. The music of the song is available under the label of DM – Desi Melodies.

The beautiful video stars Sunanda Sharma and Nawazuddin Siddiqui in lead roles the song is based on a true story. The audio mp3 version of Baarish Ki Jaaye by B Praak is available to stream and download from Gaana, Wynk, JioSaavn and other online portals.

Baarish Ki Jaaye - Nawazuddin Siddiqui & Sunanda Sharma pics | Quotes | Images

Baarish Ki Jaaye Song Lyrics with English Translation and Real Meaning

 

Yeh sooraj se bhi keh do

Go tell the Sun,

Ke apni aag bujha ke kare…

To lower its heat

Yeh sooraj se bhi keh do

Go tell the Sun,

Ke apni aag bujha ke kare…

To lower its heat

Agar usse baat karni hai

If the sun wants to talk to her,

To phir nazar jhuka ke kare

It must bow down and then talk to her

 

Taare uske haat mein hone hi chahiyein

The stars must reside in her palms

Jugnu uske sah mein sone hi chahiyein

Fireflies should sleep with her

Ho khushbuon se uski shifarish ki jaaye

She should be welcomed with nice fragrance

khushbuon se uski shifarish ki jaaye

She should be welcomed with nice fragrance

 

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

O almighty God command your clouds,

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

O almighty God command your clouds,

Mera yaar haans raha hai baarish ki jaaye

To pour rain on earth as my beloved is smiling

Yaar hans raha hai baarish ki jaaye…

My beloved is smiling, it should rain…

 

Yeh sooraj se bhi keh do

Tell this to the Sun,

Ke apni aag bujha ke kare

That it must lower its heat

Agar usse baatein hai karni

If the sun wants to talk to her

Toh nazarein jhuka ke kare…

Then it must bow down and talk

 

Ho... yeh sooraj se bhi keh do

Tell this to the Sun,

Ke apni aag bujha ke kare

That it must lower its heat

Agar usse baatein hai karni

If the sun wants to talk to her

Toh nazarein jhuka ke kare…

Then it must bow down and talk

 

Mohabbat-e-jaani ki

The love of Jaani (the lyricist)

Poori khwahish ki jaaye

Must be fulfilled…

Mohabbat-e-jaani ki

The love of Jaani (the lyricist)

Poori khwahish ki jaaye

Must be fulfilled…

 

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

O almighty God command your clouds,

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

O almighty God command your clouds,

Mera yaar haans raha hai baarish ki jaaye

To pour rain on earth as my beloved is smiling

Yaar hans raha hai baarish ki jaaye…

My beloved is smiling, it should rain…

 

Haaye aashiq ho jaane mein

To become a lover,

Kitna waqt lagta hai

How long does it take?

Rabb ke ghar mein aane mein

To come in the shelter of God

Kitna waqt lagta hai

How long it takes?

 

Dekha usse toh yeh maaloom hua

When I saw her,

Ke Jannat ko paane mein

I realized to go to heaven

Kitna waqt lagta hai…

How long it takes…

 

Yeh zamana jaane na

This world is unaware

Kya kara sakti hai

What love can make us do

Ho yaar mere ki nazrein hai

O beloved what gaze you have,

Dariya dooba sakti hai

It can drown me in river

 

Uska bas chale toh

If the God wishes,

Saara dariya pee jaaye

He can drink all the rivers in a sip

Uska bas chale toh

If the God wishes,

Saara dariya pee jaaye

He can drink all the rivers in a sip

 

Ae khuda... ae khuda

O God….

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

O almighty God command your clouds,

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

O almighty God command your clouds,

Mera yaar haans raha hai baarish ki jaaye

To pour rain on earth as my beloved is smiling

Yaar hans raha hai baarish ki jaaye…

My beloved is smiling, it should rain…

 

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

O almighty God command your clouds,

Ae khuda tu bol de tere baadlon ko

O almighty God command your clouds,

Mera yaar haans raha hai baarish ki jaaye

To pour rain on earth as my beloved is smiling

Yaar hans raha hai baarish ki jaaye…

My beloved is smiling, it should rain…

Baarish ki jaaye…

It should be raining….

 

Na duniya ke liye likhte

Neither for this world,

Na mere liye likhte

Nor for me,

Na duniya ke liye likhte

Neither for this world,

Na mere liye likhte

Nor for me,

Ghalib zinda hote

If Ghalib were alive

Toh tere liye likhte

He’d have written only for you

Ghalib zinda hote

If Ghalib were alive

Toh tere liye likhte

He’d have written only for you

 

0 Comments: